Wednesday, June 24, 2009

AAINA

tanhai sirf akela rehna nahi hota....
tanhai hoti hai jab aap ke khayal aap ko hi maare

dard main muskurana aasan nahi hota.........
par kya hum jab rehna pade dard ke sahare

ek akela insaan kya kya jhelega.......
khud ke gham ya umeedo ki bauchare

koi to ho jo de badle me utna hi pyar........
kab tak yu  reh payenge yaado ke sahare..

No comments:

Post a Comment